ae khuda ret ke sehra ko samandar kar de
ya chhalakti aankhon ko bhi patthar kar de
tujhko dekha nahi mehsoos kiya hai maine
aa kisi din mere ehsaas ko paikar kar de
aur kuch bhi mujhe darkaar nahin hai lekin
meri chaadar mere pairon ke baraabar kar de

No comments:
Post a Comment